Google+
Latest Lyric :

Chhil Gaye Naina NH10 Lyrics - Kanika Kapoor & Dipanshu Pandit

Chhil Gaye Naina NH10 Movie Ost Soundtrack Lyrics
Kaanch ki neend aayi
Patthar ke khwaab laayi
Kaanch ki neend aayi
Patthar ke khwaab laayi
Jaane Rab jaane kab
Zakhmon se mil gaye naina
Chhil gaye naina.. (x8)

Chitthi jaave na jaave sandesa
Sajan gaya kis des
Toote dil ki jag bhi nahi sunta
Naa hi sune darvesh

Tukda Tukda inn saanson ka
Seene mein hai bikhra padaa

Tukda Tukda inn saanson ka
Seene mein hai bikhra padaa
Sookha hua samandar
Hai aankhon ke andar
Dhadkan chalegi kaise
Dil mein chubhe hain khanjar
Din kaale kaale lage
Lagti hai kaali kaali raina

Chhil gaye naina.. (x8)

Kaanch ki neend aayi
Patthar ke khwaab laayi
Kaanch ki neend aayi
Patthar ke khwaab laayi
Jaane Rab jaane kab
Zakhmon se mil gaye naina

Chhil gaye naina.. (x8)
Share this article :
 
Copyright © 2014. Song Lyrics - All Rights Reserved
Proudly powered by Blogger